Cameron Diaz 3 (10x8) Very slight lift on Signature.
Date: 2003-04-30
Views: 339476
Latest Comments
vwrlkpSAJmRIpwlYl
chitti character la vnhada andha sutti tv kaaranga ..copyright kku sandai varuvaangalo sankar kitta kooda permission vanganum..to use the same character :) thalaivar car la vandhu erangi nikkum varakum dope use pannuvanga nenaikiren face varum shot la mattum originala kaamipanga nenaikiren technology jaasthi aayidichchi thalaivar ..vetla irundhu kooda nadikalallam ANYWAY ticket pottachi .9am show
Posted by Issam (guest) on Sat, 20 Oct 2012 13:22:08 +0000
shailesh patel(Kuch yaade kuch gham)Characters:Rahul (Shahrukh Khan)Anjali (Kajol)Aman (Salman Khan) (Yash Wardhan’s Son )Anjali (Sonam Kapoor) (Daughter of Rahul)Tathya (Ranbir Kapoor) (Son of Meghna)Yashvardhan (Amitabh Bacchan)Nandani (Hemamalini) (Yashwardhan’s wife)Meghna (Juhi Chavala) (Daughter of Yashwardhan)In America City, Subah ka waqt hai, ek ghar me mobile bjtaaa hai,mobile ki 2-4 ghantiya bajane ke baad ek ladies phone uthake baat karti hai, uska chahera dikhai deta hai, wo Anjali (Kajol) hoti hai.Wo baat karke joor se chillati hai, aur kaheti hai Utho papa aane wale hai. Ye baat sunke Anjali (Sonam Kapoor) Bed par se uthti hai.Thodi der ke baad doorbell bajta hai, Anjali (Kajol) darwaja Kholkar dekhti hai, to Rahul (Shahrukh) entry hoti hai.[Rahul ek software company me job karta hai wo company ke kaam se India gaya tha, jo India se vapas aata hai].Anjali ((Sonam Kapoor) Hayward University me padhati hai, wo uski saheliyo ke saath me khub majak masti se padhati hai. Ek din wo car me...
shailesh patel(Kuch yaade kuch gham)Characters:Rahul (Shahrukh Khan)Anjali (Kajol)Aman (Salman Khan) (Yash Wardhan’s Son )Anjali (Sonam Kapoor) (Daughter of Rahul)Tathya (Ranbir Kapoor) (Son of Meghna)Yashvardhan (Amitabh Bacchan)Nandani (Hemamalini) (Yashwardhan’s wife)Meghna (Juhi Chavala) (Daughter of Yashwardhan)In America City, Subah ka waqt hai, ek ghar me mobile bjtaaa hai,mobile ki 2-4 ghantiya bajane ke baad ek ladies phone uthake baat karti hai, uska chahera dikhai deta hai, wo Anjali (Kajol) hoti hai.Wo baat karke joor se chillati hai, aur kaheti hai Utho papa aane wale hai. Ye baat sunke Anjali (Sonam Kapoor) Bed par se uthti hai.Thodi der ke baad doorbell bajta hai, Anjali (Kajol) darwaja Kholkar dekhti hai, to Rahul (Shahrukh) entry hoti hai.[Rahul ek software company me job karta hai wo company ke kaam se India gaya tha, jo India se vapas aata hai].Anjali ((Sonam Kapoor) Hayward University me padhati hai, wo uski saheliyo ke saath me khub majak masti se padhati hai. Ek din wo car me apni saheliyo ke saath ghar lautate samay ek American ladka jo bike leke ja raha tha use Anjali(Sonam Kapoor) gadi takarati hai.Wo ladka uske saath battamisi karta hai aur bike ke nuksan ke paise mangata hai, tab Anjali (Sonam Kapoor) Use paise dene se inkaar karti hai aur kaheti hai ki paise to Bima company dengi. Par wo ladka nahi manta. Tab achanak ek car aati hai waha khadi raheti hai. Usme se ek ladka utarta hai wo Tathya (Ranbir Kapoor) hai. Wo aake us bike wale ladke ko samja ke thode paise dekar waha se usko chalta karta hai. Phir Uske baad Anjli (Sonam Kapoor) usko (Tathya) ko thanks kahti hai baad me wo log apne raste pe chale jate hai.Dusre din Anjali (Sonam Kapoor) ki college me bike race hoti hai to wo dekhne jati hai. Sab competitor apni race ke liye taiyar ho jate hai. Waha Anjali (Sonam Kapoor) ki najar Tathya Par padti hai. Race suru hoti hai. Us race me Tathya first aata hai. Tab Anjali (Sonam Kapoor) use congratulation kahene jati hai. Dono baat karte hai, dono ek hi college me padte hai. Is tarah unki mulakat hoti hai. Uske baad wo dono ek dusre ke najdik aajate hai, unko ek dusre ke saath love ho jata hai.Is taraf Anjali (Sonam Kapoor) uske pyaar ki baat apne papa Rahul aur mummy Anjali (Kajol) se karti hai. Vo log Tathya ko apne ghar bulane ko kahte hai. Is taraf Anjali(Sonam Kapoor) roj milte rahete hai. Ek din Tathya ko mobile aata hai ki me aa raha hu, to Tathya khush ho jata hai, Anjali (Sonam Kapoor) ko khushi se apni baho me le leta hai. Anjali(Sonam Kapoor) is khushi ka karan puchhati hai, to vo kaheta hai ki mere NANA kal England se aa rahe hai, tum mere saath kal airport par aana, hum saath me challenge. Dusare din Tathya aur Anjali(Sonam Kapoor) uske NANA ko lene airport jate hai. [ Yashvardhan(Amitabh Bacchan) ki entry hoti hai.Yashvardhan ek bahut bade industrialist hota hai ].Ab vo log Yashvardhan ko milte hai. Anjali puri namrata ke saath unke pair chhuti hai,tab Yashvardhan khush hota hai,aur vo Anjali ki tarif karte hai. Thode din baad Anjali Tathya ko apne ghar apne mummy papa ko milne ke liye saath le jati hai. Wo log milte hai aur baate karte hai , tab Tathya kaheta hai ki me apne nana ke saath raheta hu, unka naam Yashvardhan hai, jo bahut bade Industrialist hai. Rahul thodi der sochata hai aur kaheta hai Industrialist Yashvardhan mene unke bare me bahut suna hai.Dusre din Tathya aur Anjali(Sonam Kapoor) ek dusre se milte hai. Phir ghar jake Tathya apne nana ko Anjali(Sonam Kapoor) ke bare me baat karta hai aur kaheta hai jo ladki mere saath airport aayi thi me use payaar karta hu. Tab nana khush hote hai aur kahete hai ki ladki acchi hai. Tum uske papa aur mummy ko apne ghar le ke aa me unse milna chahata hu. Dusre din Rahul aur Anjali (Kajol) milne ke liye jate hai. Vo log Tathya ke ghar jakar baithte hai,aur thodi der ke baad Yashvardhan aate hai. Tab Yashvardhan Rahul aur Anjali(Kajol) ko dekhkar jyada baat kiye bina hi is riste se inkaar kar dete hai, aur Yashvardhan apni car me baith kar office chale jate hai.Rahul aur Anjali(Kajol) apne ghar pe aate hai, tab Anjali(Sonam Kapoor) apne mummy papa se kaheti hai ki kya hua? Tab vo kahte hai ki Tathya ke nana ne mana kar diya. Tab Anjali(Sonam Kapoor) is baat ko sun kar manane se inkar karti hai use lagta hai ki aap log majak karte ho, aur kaheti hai ki vo aise insan nahi hai,unho ne muje ashirwad diya tha. Baad me vo unki baat sun kar rone lagti hai.Dusre din Tathya aur Anjali(Sonam Kapoor) milte hai, Anjali (Sonam Kapoor) aur kaheti hai ki tumhare nana ne inkar kar diya. Tab ghar jakar Tathya apne nana se kaheta hai. Tab nana mana krte hai tab Tathya karan puuchhta hai, tab vo use batane se mana karte hai.Ek din Yashvardhan ko phone aata hai ki me kal aa raha hu. Ye kush khabar Tathya ko kahete hai ki kal tere Mama aa rahe hai.Is taraf Rahul India jane ki taiyari kar raha hai. Rahul company ke kaam se india jana padta hai. Dusre din Rahul jab airport par aata hai tab uski mulakat Aman(Salman Khan) se hoti hai. Wo dono ek dusre ko dekhkar khush hote hai, aur gale lagte hai. Wo dono jyada baat nahi karte kyonki Rahul ki flight aa gayi hai. Rahul Aman ko apna card deta hai aur tin din ke baad apne ghar bulata hai. Dono waha se chale jate hai. Aman apne ghar pahonchkar Yashwardhan ko milta hai. Sub khush hote hai.Char din baad Aman Rahul ke ghar phone karta hai, tab Rahul India se vapas aa gaya hai. Rahul Aman ko apne ghar bulata hai. Rahul ke ghar ka doorbell bajta hai, Anjali (Kajol) darwaja kholti hai, tab Aman ko dekhkar use shock lagta hai, kyonki darwaje par Aman aaya hota hai. Tab Rahul aata hai aur Aman ko andar bulata hai.(Aman aane wala hai aisa Rahul ne kisiko bataya nahi tha). Uske baad Aman pucchata hai ki meri Anjali kaha gayi? Tab Anjali(Sonam Kapoor) apne room me se bahar aati hai. Wo Aman se milti hai. Sub log baate karte hai. Uske baad Anjli(Sonam Kpoor) Aur Tathya ek dusre se milte hai. Wo aage kya karna hai uske baare me sochte hai.uske baad Tathya apne ghar jata hai, wo ghar pe udash hokar baithta hai, tab Aman ye dekhta ye. Wo Tathya ko kaheta hai ki kya hua? Kyu udadsh baithe ho? Tab Tathya Anjali(Sonam Kapoor) ke bare me batata hai, ki nana ne mana kar diya. Tab Aman Anjali(Sonam kapoor) ke mummy – papa ke bare me puchhta hai, tab Tathya batata hai ki unka naam Rahul aur Anjali hai. Tab Aman Tathya ko apne saath car me bitha kar Rahul aur Anjali ke ghar le jata hai. Aman ke saath Tathya ko dekhkar sub heran ho jate hai, tab Aman batata hai ki Tathya uski bahen ka beta hai, aur Yashvardhan ne kyu mana kiya uska kaaran batata hai. FLASHBACKMe jab 4 saal ka tha aur meri bahen Meghna dus saal ki thi,tab meri maa ko braintumer tha. Us din me, meri bahen aur papa hum sab hospital me mummy ke saath the. Nandni(Hemamalini)ki entry hoti hai. Tab meri maa ke paas bahut waqt nahi tha, unhone papa ko bataya tha ki meri saheli Anjali(Kajol) ki maa meri saheli hai, uski beti ke sath hi Aman ki saadi karvana. Etna kaheke maa gujar jati hai hai. Dus saal baad me jab apni bahen Meghna(Juhi Chawala) ki saadi me gaya tha tab Anjali(Kajol) ki muumy Anjali(Kajol) ki Photo lekar papa ko dikhai thi, tab papa ko Anjali(Kajol) pasand aayi thi. Meghna ki saadi ke 2saal baad uske pati Tathya ke pita ki plane accident me maut ho jati hai. Uske baad Meghna aur Tathya hamare saath rahete the.4saal baad Meghna ki tabiyat kharab ho gayi. Usko diabetes thi , dhyan na rakhne se use pinkeyes kharab ho gaya tha. Uski main rag me sugar jam gaya tha, iska operation nahi ho sakta tha. Jab hum Meghna ko hospital se ghar lekar aaye tab Meghna ne muje kaha ki meri maut se pahele tumAnjali(Kajol) saadi Karlo. Mene usko vachan diya, papa uske paas rahe aur me Anjali(Kajol) se saadi krne gaya. Vaha jakar muje pata chala ki Anjali(Kajol) Rahul se pyaar karti hai. Me ghar vaapas lauta tab Meghna ki aakhri saans chal rahi thi. Meri bahen mere samne dekhkar muskurai aur chal basi. Tab se Tathya hamare saath raheta hai. Papa ne jab Anajli(Kajol) ke bare me puchha tab mene jo hua wo bataya. Uske baad humne ek nayi zindagi ki suruaat ki. Hum tin saath me rahne lage.END OF FLASHBACK Sub log samaj jate hai ki Yashvardhan ne saadi se mana kyu kiya. Aman aur Tathya apne ghar jate hai. Aman apne papa(Yashvardhan) se baat karta hai, Yashvardhan is riste se inkaar karte hai. Dono ke bich me baatchit hote hai, lekin Yashvardhan nahi manate. Tab Aman kaheta hai ki “Pyaar Ek baar hota hai” kya aap bhi Tathya ki zindagi meri tarah hi rakhna chahte ho? Tab Yashvardhan nervous ho jata hai, baad me vo maan jate hai. Sub log saadi ki taiyari karte hai.Uske baad Aman aur Yashvardhan ki falily wale baarat lekar Anjali(Sonam Kapoor) ke ghar jate hai, aur sub log gana gate hai…Saajanji ghar aaye Saajanji ghar aaye…….. Please send me reply redrding this story.My e-mail id is
Posted by Kristy (guest) on Sat, 20 Oct 2012 10:19:20 +0000
GOJdiwzFPGv
Hi folks,My guess is that Rajini sir has not physically acted in RA-ONE. It is going to be all done using CG. If you look at all the shots, it seems that they have dicreted Shah rukh and they know where exactly Rajini sir's picture should come in. That's why you see Srinivasan and of course Soundarya for working on the CG's.Also if you notice, Rajini sir has not shaved his beared or mustash for this movie. Also when Shah rukh visited chennai after visiting rajini he said, rajini is hail and healthy, meaning he only visited him during that time.This is my view.I don't want everyone to go with more expectatations.Thanks.Swami -Let's not come to any conclusions. Just wait till Deepavali.- Sundar
Posted by Rya (guest) on Thu, 18 Oct 2012 09:53:45 +0000
yFEoHwSAJhxN
Hi Trish, I'd agree business rltseus are going to resonate better than the activity or particularly the technology of learning. But I'd suggest there's an even bigger benefit which is emphasising the value of social of a more social, connected way of doing business. Ie as an outcome rather than an activity. I know many businesses shy away from this term, but I sincerely believe this limits their rltseus.Saying you're going to bring a product to market more quickly might get employees using something like DStreet more actively specifically for this task. But it'll take a better understanding of social to really change more holistic behaviours in the broader term.
Posted by Slimer (guest) on Wed, 08 Aug 2012 04:48:34 +0000
koXHbVJrlxTDE
Walking in the presence of gitans here. Cool thinking all around!
Posted by Lucy (guest) on Mon, 30 Jan 2012 03:39:11 +0000
myKxlOyTRSjXCaUV
Wow! Great thikinng! JK
Posted by Gracyn (guest) on Sun, 08 May 2011 04:28:16 +0000
vwrlkpSAJmRIpwlYl
chitti character la vnhada andha sutti tv kaaranga ..copyright kku sandai varuvaangalo sankar kitta kooda permission vanganum..to use the same character :) thalaivar car la vandhu erangi nikkum varakum dope use pannuvanga nenaikiren face varum shot la mattum originala kaamipanga nenaikiren technology jaasthi aayidichchi thalaivar ..vetla irundhu kooda nadikalallam ANYWAY ticket pottachi .9am show
Posted by Issam (guest) on Sat, 20 Oct 2012 13:22:08 +0000